00:59
10

Do Aur do, hote hain chaar, abki baar, modi sarkar

Karenge puncture 
Kejru ki WagonR 
Abki baar Modi Sarkar

Modi ne seekha alok nath se sanskar. Abhi baar modi sarkar

Nahi nahi , abhi nahi, abhi karo intezaar. Abki baar modi sarkar

Cigarette mein hota hai tar, abki baar modi sarkaar

Twinkle twinkle little star.. abki baar modi sarkaar

Rahul gandhi ne khai chocobaar abki baar modi sarkaar

Daaru pine se peth aata hai bahar, abki baar modi sarkaar

Daru pine chalo baar, abki baar modi sarkaar

Paratho ke saath acha lagta hai aam ka aachar abki baar modi sarkaar

Nissan sunny.. its not a car.. its a caaaaaaar.. abki baar modi sarkaar

Chutney ke bina dhokla hai bekaar, abki baar modi sarkar.

I tried so hard, and got so far. But in the end, modi sarkar

Abcdefghijklmnopq r 
Abki baar modi sarkar.

Cool drink peekar aati hai dakaar , abki baar
modi sarkar. 
Download SOCIAL STATUS & QUOTES

10 comments: